Dil ki khwaish

Kabhi saagar mei doobne ka man karta hai
Kabhi aasmaan mei udne ka mann karta hai
Sab kuch piche chod kar kabhi boond ya kabhi baadal ban jaao
Kya sach hai kya jhoot..
Kabhi shaitaan kabhi nadaan..
Ye ankhee khuli ho ya band..
Ye chand si roshni sa pyaar tumhara..
Kabhi mujhe tabha ho kar bhi phir se banne ka mann karta hai.. 

Leave A Comment